1
/
of
1
Reading House
Dil Se Niklay Hain Jo Lafz / دل سے نکلے ہیں جو لفظ Farhat Ishtiaq

Regular price
Rs.650.00 PKR
Regular price
Rs.800.00 PKR
Sale price
Rs.650.00 PKR
Unit price
/
per
Couldn't load pickup availability
khubsurat tehreer wo hoti ha jo dil sa likhi jaye or dil ko ja kr lage
peechla teen din mana WADIYA KAMAL, UMAR HASSAN, or ZUNAIRA ABBAS ki duniya ma guzare.....mohabbaton or teehreron ki kahani, "SOUL MATES " ki dastaan, mohabbat ka liya ki gayi tehreeon ki kahani, parhtay hua.
kuch tehreerain asi hoti hain k wo insan ko apna andr jazb kr leti hain, usay hasati hain, rulati hain, us k dil ko jazbat ka wazn sa bhari krdeti hain, sikhati hain or sochna pr bhi majboor krdeti hain
"DIL SA NIKLAIN HAIN JO LAFZ" asi kahani ha jis ma aana, karb, zabt, or tanhaiyon na mohabbat ko jhalkaya ha
or phr dil sa nikalna walay lafzon ko to dil pr lagna hi hota ha
kahani bohat awla plot bhi zabardast bas jo bat khatakna wali ha wo Zunaira ka Diya ko is trhan jann na or approch krna " har kahani ka teen pahlon hota hain samnay walay ka apna or teere banda ka " choon k har admi apni janam ma sahi hota ha isi liya teesre bande ki raye bohat mazboot hojati ha aksar mamlat ma or is kahani k akhiri hisa ma is bat kk bharpoor akasi mojood ha
mohabbat ka bare ma sochne pr majboor krdia or is ko prhna k bad mera likhna ka dil chah raha ha.... ma jab bhi koi asi tehreer/kitab prhti hun sochti hun ya likhna walay itna mutasirqun kasa hojate hain aik kitab sa zindagi pr kasa asar dal jate hain k banda sochna pr majboor hojaye
pahla manzar sa la kr akhiri manzar tak puri kahani jazbaton ka aik raila tha jis ma kari doob jaye or is doobta kari ko doobna sa koi shikayat bhi nhi............
agr kabhi waqt mila to zaror parhiya ga
"Dil Sa Nikla Hain Jo Lafz" az "Farhat Ishtiaq"
Jazak Allah kair for reading

Share